Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karteBekhudi ki zindagi hum jiya nahi karteYun kisika ka jaam hum piya nahi karteUn se keh do mohabbat ka izhaar aakar khud kareinYun kisika peecha hum nahin karte
Dhokha milta hai jab pyar meinDhokha milta hai jab pyar meinZindagi mein udasi chha jati haiSochte hain chhor denge is duniya koKambakht college me dusri pasand aa jati hai
Zindagi ki bhaag daud raaste badal jate haiZindagi ki bhaag daud raaste badal jate haiTez hawa mein sahil ke kinare badal jate haiAksar sochta hu padh-2 ke sa record tod duPar kitaab kholte hi iraade badal jate hain
Suna hain tum Shayar hoJailer – suna hain tum shayar hKuch sunao yaa....Qaidi – “gum-e-ulfat me jo zindagi kati humarJis din jamanat huyi zindagi khatam tumhari
Mujhe Kisi Se Muhabbat Nahi Siwa TereMujhe kisi se muhabbat nahi siwa terMujhe kisi ki jarurat nahi siwa tere….Meri najar ko thi talash jiski barso sKisi ke paas wo surat nahi siwa tere Jo mere dil, meri zindagi se khel sakKisi ko itni ijaazat nahi siwa tere……..!
Nigal Gaye Sab Ki Sab SamandarNigal gaye sab ki sab samandar jami bachi ab kahi nahi haiBachaate hum apni jaan jismein woh kasti bhi ab kahi nahi haiBahut dino baad paayi fursat toh maine khud ko palatkar dekhaMagar main pahchanta tha jisko woh aadmi ab kahi nahi haiGujar gaya vakt dil pe likhkar na jaane kaisi ajib baateinPanna paltata hu main jo dil ke toh saadgi ab kahin nahi haiWoh aag barsi dopahar mein ki saare manjar jhulas gaye hainYahan savere jo taajgi thi woh taajgi ab kahi nahi haiTum apne kasbon mein jaake dekho wahan ab shahar base hainKi dhundhte ho jo zindagi tum woh woh zindagi ab kahi nahi hai